kuch din hain zindagi haske jeelo yaaron,fir is duniya ki bheed main gum ho jana hai
aaj hain sabh sang tere,fir pata nahin kisne kitna saath nibhana hai
kabhi kabhi darr lagta hai is bheed se kyunki jo aaj kuch naam hai woh gum ho jana hai
ek nayi shuruvaat hogi ek naya din hoga lekin tu fir akela hoga.......